Текст песни Amit Trivedi — Geet

image_pdfimage_print

Geet mein dhalte lafzon mein.
Taal pe chalti nabzon mein.
Naya. kuchh naya toh zaroor hai.

Shaam se leke sehron mein.
Dhoop chadhi dopeharoon mein.
Naya. kuchh naya toh zaroor hai.

Kya baat hai jo baat hai taaza lage.
Zindagi bhi nayi nayi fazaa lage.

Haan yeh umango se.
Phoola huwa sina hai, sina hai…
Lamha yeh maanga nahi.
Ise humne cheena hai, cheena hai.
Yuun hi jeena hai.

Dhool jamin thi aankhon mein, Khwab khile abb laakhon mein
Naya. kuchh naya toh zaroor hai.

Dard ki baatein kal ki hai, aaj mein khushiyan chalkhi hai
Naya kuchh naya toh jarur hai.
Jebon mein hum raatein liye ghuma karen.
Fursat ke yeh mauke sabhi jhooma karen.
Haan yeh umango se.
Phoola huwa sina hai, sina hai…
Lamha yeh maanga nahi.
Ise humne cheena hai, cheena hai.
Yuun hi jeena hai.

Hatheli mein hai nayi garmiyaan.
Junoon sakht hai kayi narmiyaan.
Hai dilchasp yeh haadse haadse.
Mitenge nahi yaad se, yaad se.

Geet mein dhalte labzo mein, taal pe chalati nabzon mein.
Naya kuchh naya toh zaroor hai, zaroor hai.
Shaam se leke sehroon mein, Dhoop chaddi dopeharon mein.
Naya kuchh naya toh zaroor hai.
Kya baat hai jo baat hai taaza lage.
Zindagi bhi nayi nayi fazaa lage.
Haan yeh umango se phoola huwa sina hai, sina hai…
Lamha yeh maanga nahi.
Ise humne cheena hai, cheena hai
Yuun hi jeena hai.

@Jimit

Оцените текст
( Пока оценок нет )

На данной странице вы найдете слова и текст песни Amit Trivedi — Geet. Здесь можно прочитать, а также скачать текст песни и распечатать его.

Поделитесь с друзьями
text-pesen.ru