Chal pade hain hum aisi raah pe
Befikar hue ke ab jaana kahan
Lapata hue saare raaste
Dhoondega humein yeh zamana kahan
Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zaraPaani hoon paani main
Haan behne do mujhe
Jaisa hoon waisa hi
Rehne do mujhe
Duniya ki bandishon se
Mera naata hai kahan
Rukna theharna mujhko aata hai kahan
Yeh sama hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara Neeli hai kyu zameen
Neela hai kyu samaa
Lagta hai ghaas par soya aasmaan
Yeh mastiya meri
Manmaaniya meri
Lo mil gayi mujhe aazaadiyan meri
Yeh sama hai kaisa
Muskuraane jaisa
Dheemi baarishein hai har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaahishein hai har jagah
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara Chal pade hain hum aisi raah pe
Befikar hue ke ab jaana kahan
Lapata hue saare raaste
Dhoondega humein yeh zamana kahan
Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara