O re piya, o re piya, o re piya.
Tere liye tarse, bin ghata barse
Tere liye tarse, bin ghata barse
Mora jiya…
O re piya, o re piya, o re piya.
Tere liye tarse, bin ghata barse
Tere liye tarse, bin ghata barse
Mora jiya…
O re piya, o re piya, o re piya.
Tadpaye mujhko teri
Chahat ki baatein
Bojh hai lagti
Tere bin saansein
Tadpaye mujhko
Teri chahat ki baatein
Bojh hai lagti
Tere bin saansein
Milti hai yaadein charon pehar se
Tere liye tarse, bin ghata barse
Tere liye tarse, bin ghata barse
Mora jiya…
O re piya, o re piya, o re piya, o re piya…
Aas mein teri jaage
Soye nahi aankhen
Lagti hain sooni
Taaron bhari raatein
Aas mein teri jaage
Soye nahi aankhen
Lagti hain sooni
Taaron bhari raatein
Mayush laute nazar-e-safar se
Tere liye tarse, bin ghata barse
Tere liye tarse, bin ghata barse
Mora jiya… o re piya…