Текст песни Asha Bhosle — Aaja Mere Pyar Ke Sahare

image_pdfimage_print

Aaja mere pyar ke sahare abhi abhi
Hote hai ye pyar ke najare kabhi kabhi
Aaja mere pyar ke sahare abhi abhi
Hote hai ye pyar ke najare kabhi kabhi
Dekho dekho dekho kya shama hai
Aaja piya abhi to dil jawa hai
Aaja mere pyar ke sahare abhi abhi
Hote hai ye pyar ke najare kabhi kabhi
Aaja aaja aaja aaja aaja

Main bhi jara janu ke wo kaun bewafa hai
Jiske khyal mein tu aisa kho gaya hai
Main bhi jara janu ke wo kaun bewafa hai
Jiske khyal me tu aisa kho gaya hai
Dekho dekho dekho kya shama hai
Aaja piya abhi to dil jawa hai
Aaja mere pyar ke sahare abhi abhi
Hote hai ye pyar ke najare kabhi kabhi
Aaja aaja aaja aaja aaja

Jitne bhi gum hai tumhari jindagi mein
Chaho to badal du main pyar ki khushi mein
Jitne bhi gum hai tumhari jindagi mein
Chaho to badal du main pyar ki khushi mein
Dekho dekho dekho kya shama hai
Aaja piya abhi to dil jawa hai
Aaja mere pyar ke sahare abhi abhi
Hote hai ye pyar ke najare kabhi kabhi
Aaja aaja aaja aaja aaja.

Оцените текст
( Пока оценок нет )

На данной странице вы найдете слова и текст песни Asha Bhosle — Aaja Mere Pyar Ke Sahare. Здесь можно прочитать, а также скачать текст песни и распечатать его.

Поделитесь с друзьями
text-pesen.ru