Текст песни Asha Bhosle — Karoon Na Yaad Magar Kis Tarah Bhulaoon Use

image_pdfimage_print

Karoon na yaad magar
Kis tarah bhulaoon usey.
Ghazal bahaana karoon aur
Gungunaoon usey.
Karoon na yaad magar.
Kis tarah bhulaoon usey.
Karoon na yaad.

Vo khaar khaar hai.shaakhein gulaab ki maanind
Main zakhm zakhm hun fir bhi gale lagaun usey.
Karoon na yaad magar.
Kis tarah bhulaoon usey.
Karoon na yaad.

Ye log taskiri karte hain apne logo ki
Main kaise baat karoon aur.kahaan se laaun usey.
Karoon na yaad magar.
Kis tarah bhulaoon usey.
Karoon na yaad.

Jo humsafar sar-e-manzil bichad raha hai faraaz
Ajab nahin ke agar yaad bhi na aaun usey.
Karoon na yaad magar.
Kis tarah bhulaoon usey. .
Ghazal bahaana karoon aur
Gungunaoon usey.
Karoon na yaad magar.
Kis tarah bhulaoon usey…

Оцените текст
( Пока оценок нет )

На данной странице вы найдете слова и текст песни Asha Bhosle — Karoon Na Yaad Magar Kis Tarah Bhulaoon Use. Здесь можно прочитать, а также скачать текст песни и распечатать его.

Поделитесь с друзьями
text-pesen.ru