Текст песни Mahendra Kapoor — Din Hai Bahar Ke

image_pdfimage_print

Din hai bahar ke tere mere ikrar ke
Dil ke sahare aaja pyar kare
Din hai bahar ke tere mere ikrar ke
Dil ke sahare aaja pyar kare
Dusman hai pyar ke jab lakho gam sansar ke
Dil ke sahare kaise pyar kare
Dunia ka bojh zara dil se utar de
Choti si zindagi hai haske gujar de
Dunia ka bojh zara dil se utar de
Choti si zindagi hai haske gujar de
Apni to zindagi biti hai jee ko mar ke
Dil ke sahare kaise pyar kare
Din hai bahar ke tere mere ikrar ke
Dil ke sahare aaja pyar kare
Acha nahi hota yuhi sapno se khelna
Bada hi kathin hai hakikato ko jhelna
Acha nahi hota yuhi sapno se khelna
Bada hi kathin hai hakikato ko jhelna
Apni hakikate mere sapno pe war ke
Dil ke sahare aaja pyar kare
Dusman hai pyar ke jab lakho gam sansar ke
Dil ke sahare kaise pyar kare
Aisi waisi bate sabhi dil se nikal de
Jina hai to kashti ko dhare pe dal de
Aisi waisi bate sabhi dil se nikal de
Jina hai to kashti ko dhare pe dal de
Dhare ki god me ghere bhi hai majhdar ke
Dil ke sahare kaise pyar kare
Din hai bahar ke tere mere ikrar ke
Dil ke sahare aaja pyar kare
Din hai bahar ke tere mere ikrar ke
Dil ke sahare aaja pyar kare

Оцените текст
( Пока оценок нет )

На данной странице вы найдете слова и текст песни Mahendra Kapoor — Din Hai Bahar Ke. Здесь можно прочитать, а также скачать текст песни и распечатать его.

Поделитесь с друзьями
text-pesen.ru