Текст песни Mohammed Rafi — Yeh Na Humse Poochhiye

image_pdfimage_print

Yar milte hai pyar milte hai
Hamko yarro nasib se
Ek duje ki adate bante dil ko chute karib se
Har hassi be aansu pe de de jo pehra
Ek din kyu chale hain jate chod ke tanha
Yeh dosti… milti nasib se
Yeh dosti… milti nasib se
Yeh dosti… milti nasib se
Yeh dosti… najuk hain narm hain
Yeh dosti… yaaro ka karm hain
Ooooo…
Dosti Ankh se chalak ti hain
Jab Ban ke Paani
Har kisi bund me jalkti hain
Koyi kahaani
Zindgi ke rasto pe hote kitne male
Dosto ke khone ka bhi hota hain phir khel
Yeh dosti… karti hain ankh num
Yeh dosti… deti hain khub gum
Yeh dosti… milti hain nasib se
Yeh dosti… khilti hain nasib se
Hota kya fasla pucha karta hu main khudse
Dur hain log jo sach main hain kya dur mujse
Dil ki jebo main hain sikee jiski batton ke
Pass hain wo phir kahi bhi betha hu chupke
Yeh dosti… tute bhi ruthke
Yeh dosti… banti bhi tutke
Yeh dosti… banti nasib se
Yeh dosti… chalti nasib se.

Оцените текст
( Пока оценок нет )

На данной странице вы найдете слова и текст песни Mohammed Rafi — Yeh Na Humse Poochhiye. Здесь можно прочитать, а также скачать текст песни и распечатать его.

Поделитесь с друзьями
text-pesen.ru