Текст песни Usha Khanna — Madhuban Khushboo Deta Hai

image_pdfimage_print

Madhuban khushbu deta hai, saagar saawan deta hai Jina uska jina hai,
Jo auro ko jivan deta hai
Madhuban khushbu deta hai… Suraj naa ban paaye toh, banke dipak jalata chal — (2)
Phul mile ya angaare, sach kee raaho pe chalata chal — (2)
Pyaar dilo ko deta hai, ashko ko daaman deta hai
Jina usaka jina hai, jo auro ko jivan deta hai
Madhuban khushbu deta hai…
Chalatee hai lehraake pawan, ke saans sabhee kee chalti rahe — (2)
Logo ne tyaag diye jivan, ke preet dilo me palti rahe — (2)
Dil woh dil hai jo auro ko, apni dhadhkan deta hai
Jeena uska jeena hai, jo auro ko jivan deta hai
Madhuban khushbu deta hai, saagar saawan deta hai
Madhuban khushbu deta hai…

Оцените текст
( Пока оценок нет )

На данной странице вы найдете слова и текст песни Usha Khanna — Madhuban Khushboo Deta Hai. Здесь можно прочитать, а также скачать текст песни и распечатать его.

Поделитесь с друзьями
text-pesen.ru