Manum-maa nayaz-mandi ke be to nayyaazdaara
Gham-e-choon to naaz-nini behzaar naaz-dara
Tuu-e- afataab, chashman wa jamaal tust roshan
Agar ast-o-baazgeeram be ke chashm e aaz-daaram
Yaar ko humne ja-ba-ja dekha
Kahin zahir kahin chhupa dekha
Kahin mumkin hoa kahin wajib
Kahin fani kahin baqa dekha
Yaar ko humne ja-ba-ja dekha
Kahin zahir kahin chupa dekha
Kahien woh baadshaah-e-takht nasheen
Kahin kaasa liye gadaa dekha
Yaar ko humne ja-ba-ja dekha
Kahin zahir kahin chupa dekha
Kahin wo der libaas-e-mashokan
Bar-sare naaz aur aada dekha
Kahin zahir jahin chupa dekha
Yaar ko humne ja-ba-ja dekha
Kahin aashiq niyaz ki soorat
Seena Girya-o-dil jala dekha
Yaar ko humne ja-ba-ja dekha
Kahin zahir kahin chupa dekha
Yaar ko humne ja-ba-ja dekha