Текст песни Anuradha Paudwal — Bedardi Se Pyar Ka

image_pdfimage_print

Bedardi se pyaar ka sahaara na mila
Sahaara na mila
Aisa bichda wo mujhko na dubara mila
Bedardi se pyaar ka sahaara na mila
Sahaara na mila
Aisa bichda wo mujhko na dubara mila
Bedardi se pyaar ka

Tut gayaa pyaar ka suhana sapna
Tut gayaa pyaar ka suhana sapna
Wo hi nikla begana jise jana apna
Iss gum ki kasti ko kinara na mila sahara na mila
Aisa bichda wo mujhko na dubara mila
Bedardi se pyaar ka

So jaye jamana mein jagu raatho ko
So jaye jamana mein jagu raatho ko
Kaise bhul jau uskee mein dil ki baton ko
Bedardi se pyaar ka sahaara na mila
Sahaara na mila
Aisa bichda wo mujhko na dubara mila
Bedardi se pyaar ka

Rota hai dil use yaad karke
Rota hai dil use yaad karke
Wo to chala gayaa mujhe barbaad karke
Uskee yaado se dil ko karaar na mila
Sahaara na mila
Aisa bichda wo mujhko na dubara mila

Bedardi se pyaar ka sahaara na mila
Sahaara na mila
Aisa bichda wo mujhko na dubara mila.

Оцените текст
( Пока оценок нет )

На данной странице вы найдете слова и текст песни Anuradha Paudwal — Bedardi Se Pyar Ka. Здесь можно прочитать, а также скачать текст песни и распечатать его.

Поделитесь с друзьями
text-pesen.ru