Текст песни Armaan Malik — Kuch Anokhe Rules

image_pdfimage_print

Kuch anokhe rules hai iss anokhi jung ke
Ho baal hain safed aur khwab aasmani rang ke
Kuch anokhe rules hai iss anokhi jung ke
Ho baal hain safed aur khwab aasmani rang ke

Zindagi ke panno pe
Jhurriyon ki siyahi se
Aisa kuch likhenge hum
Sab ke hosh udayenge hum

Ho rahe naye naye ussi purane dhang se.
Ho baal hain safed aur khwab aasmani rang ke

Ooo… ae. yeyi…

Barson se takkal ko dhoop ne chuaa nahi
Barson se iss dil mein kuch bhi hua nahiii…

Barsoo se takkal ko dhoop ne chuaa nahi
Barson se iss dil mein kuch bhi hua nahi

Uth khada hua hoon main ik udhaar ki umang se
Ho baal hain safed aur khwab aasmani rang ke

La la la…

Boodhi zindagi se aankh bhi ladaai hai
Waqt ke maslon mein taang bhi aadaai hai

Boodhi zindagi se aankh bhi ladaai hai
Waqt ke maslon mein taang bhi aadaai hai

Uljhi si hawa mein bhi hum mast hai patang se
Ho baal hain safed aur khwab aasmani rang ke

Kuch anokhe rules hai iss anokhi jung ke
Ho baal hain safed aur khwab aasmani rang ke

Оцените текст
( Пока оценок нет )

На данной странице вы найдете слова и текст песни Armaan Malik — Kuch Anokhe Rules. Здесь можно прочитать, а также скачать текст песни и распечатать его.

Поделитесь с друзьями
text-pesen.ru