Текст песни Nitin Mukesh — Tujhe Bhoolna To Chaha

image_pdfimage_print

Tujhe bhulna to chaaha
Lekin bhula na paaye
Tujhe bhulna to chaaha
Lekin bhula na paaye
Jitana bhulaana chaaha
Jitana bhulaana chaaha
Tum utna yaad aaye

Tujhe bhulna to chaaha
Lekin bhula na paaye
Tujhe bhulna to chaaha
Lekin bhula na paaye
Jitana bhulaana chaaha
Jitana bhulaana chaaha
Tum utna yaad aaye
Tujhe bhulna to chaaha
Lekin bhula na paaye

Guzre zamane sangdil
Dekhi na teri surat
Guzre zamane sangdil
Dekhi na teri surat
Dil ko sata rahi hai
Tere pyaar ki zarurat
Aaye jab bhi yaad teri
Aaye jab bhi yaad teri
Meri neend rutha jaaye
Tujhe bhulna to chaaha
Lekin bhula na paaye

Tune kadar na jaana
Anamol chahaton ka
Tune kadar na jaana
Anamol chahaton ka
Khaaya hai mainne dhokha
Tujhse mohabbaton ka
Allaah kare ye dhokha
Allaah kare ye dhokha
Tu bhi kisi se khaye
Tujhe bhulna to chaaha
Lekin bhula na paaye

Aye phurkato tumhaara
Hai maja hi kuch niraalaa
Aye phurkato tumhaara
Hai maja hi kuch niraalaa
Dekar lahu jigar ka
Ye rog maine paala
Saadik jahaan mein aisa
Saadik jahana mein aisa
Koyi rog ko lagaaye

Tujhe bhulna to chaaha
Lekin bhula na paaye
Tujhe bhulna to chaaha
Lekin bhula na paaye
Jitana bhulaana chaaha
Jitana bhulaana chaaha
Tum utna yaad aaye
Tujhe bhulna to chaaha
Lekin bhula na paaye
Tujhe bhulna to chaaha
Lekin bhula na paaye

Tujhe bhulna to chaaha
Lekin bhula na paaye
Tujhe bhulna to chaaha
Lekin bhula na paaye

Оцените текст
( Пока оценок нет )

На данной странице вы найдете слова и текст песни Nitin Mukesh — Tujhe Bhoolna To Chaha. Здесь можно прочитать, а также скачать текст песни и распечатать его.

Поделитесь с друзьями
text-pesen.ru