Текст песни Shailendra Singh — Ae Yaar Sun Yaari Teri

image_pdfimage_print

Aye yaar sunn yaari teri mujhe zindagi se bhi pyaari hai
Aye yaar sunn yaari teri mujhe zindagi se bhi pyaari hai
Jawaab ek nahi hamaara kahiin badi khoob jodi hamaari hai
Aye yaar sunn yaari teri mujhe zindagi se bhi pyaari hai

Kya dekhta hoon main kab dekhta hoon
Kya dekhta hoon main kab dekhta hoon
Teri nazar se main sab dekhta hoon
Teri kasam yeh haath hain mere magar
Inn haathon mein taakat tumhari hai
Aye yaar sunn yaari teri mujhe zindagi se bhi pyaari hai

Dil mein lagaayi hai tasveer teri
Dil mein lagaayi hai tasveer teri
Tera naseeba hai taqdeer meri
Tum dono ne jo kuchh kaha maine suna
Magar abb suno meri baari hai
Aye yaar sunn yaari teri mujhe zindagi se bhi pyaari hai

Humse jo uljhe woh hoga deewana
Humse jo uljhe woh hoga deewana
Aawaaz tu de main baandhu nishaana
Udd te hue panchhi ke par hum kaat lein
Ke main jaal hoon tu shikaari hai
Aye yaar sunn yaari teri mujhe zindagi se bhi pyaari hai

Hum hain jawaani ke din-raat jaise
Hum hain jawaani ke din-raat jaise
Lagta hai bachpan se hain saath jaise
Dil yaar ka jaan yaar ki apna hai kya
Yeh wardi bhi toh sarkaari hai
Aye yaar sunn yaari teri mujhe zindagi se bhi pyaari hai
Jawaab ek nahi hamaara kahiin badi khoob jodi hamaari hai
Aye yaar sunn yaari teri mujhe zindagi se bhi pyaari hai

Оцените текст
( Пока оценок нет )

На данной странице вы найдете слова и текст песни Shailendra Singh — Ae Yaar Sun Yaari Teri. Здесь можно прочитать, а также скачать текст песни и распечатать его.

Поделитесь с друзьями
text-pesen.ru